Saathiya, Tune Kya Kiya
Beliya, Yeh Tune Kya Kiya
Maine Kiya Tera Intezaar
Itna Karo Na Mujhe Pyar
Itna Karo Na Mujhe Pyar
Saathiya, Tune Kya Kaha
Beliya, Yeh Tune Kya Kaha
Yoon Na Kabhi Karna Intezaar
Maine Kiya Hai Tumse Pyar
Maine Kiya Hai Tumse Pyar
Saathiya, Tune Kya Kiya
Beliya, Yeh Tune Kya Kiya
Itni Mohabbat Seh Na Sakoonga
Sach Maano Zinda Reh Na Sakoonga
Tujhko Sambhaloon, Yeh Mera Zimma
Main Hoon To Kya Gum Jaan-E-Tamanna
Ab Jeena Marna Mera, Jaanam Tere Haath Hai
Maine Kaha Na Sanam, Ab Tu Mere Saath Hai
To Phir Sambhaal, Ki Main Chala
Jaana Kahan, Aa Dil Mein Aa
Saathiya, Tune Kya Kiya
Beliya, Yeh Tune Kya Kiya
Dil Ke Chaman Ka Hansna To Dekho
Jaagi Nazar Ka Sapna To Dekho
Aise Huey Hum, Ek Jaan Ek Dil
Tu Hai Ki Main Hoon, Kehna Hai Mushkil
Jhonka Basanti Hai Tu, Tan Hai Gulaabi Mera
Do Rang Milne Ke Baad, Hote Nahin Hain Judaa
To Phir Sambhaal, Ki Yeh Chala
Jaana Kahan, Aa Dil Mein Aa
Saathiya, Tune Kya Kaha
Beliya, Yeh Tune Kya Kaha
Yoon Na Kabhi Karna Intezaar
Maine Kiya Hai Tumse Pyar
Maine Kiya Hai Tumse Pyar
Itna Karo Na Mujhe Pyar
Itna Karo Na Mujhe Pyar
|